Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile -2
Ik had een wens dat ik de liefde van een aanchal/schoot zou krijgen
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile
Ik zocht mijn doel en vond een markt
Zindagi aur bataa teraa iraadaa kya hai
O mijn leven, vertel wat jouw bedoeling is
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

Mujhko paidaa kiya sansaar mein do laasho ne -2
Twee lijken hebben mij op deze wereld gezet
Aur barbaad kiyaa kaam ke ayaasho ne
En de leefwijze van verlangens heeft me vernietigd
Tere daaman mein bataa maut se zyaadaa kya hai
Vertel me op je schoot wat er meer is dan de dood
Zindagi aur bataa.. Zindagi aur bataa tera iraadaa kya hai
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

Jo bhi tasveer banaataa hoo bigad jaati hai -2
Wat voor foto ik ook maak, het wordt verpest
Dekhate dekhate duniyaa hi ujad jaati hai
Kijkend raakt de wereld ontvolkt
Meri kashti tera toofaan se vaadaa kyaa hai
Mijn oever, wat is de belofte aan jouw storm?
Zindagi aur bataa.. Zindagi aur bataa tera iraadaa kya hai
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

Tune jo dard diya uski kasam khaataa hoo -2
Ik zweer op de pijn die jij mij hebt gegeven
Itna zyaadaa hai ki ehsaas se dabaa jaataa hoo
Het is zoveel dat mijn gevoelens worden onderdrukt
Meri taqdeer bataa aur taqaazaa kyaa hai
Mijn lot, vertel wat voor mogelijkheden er nog zijn
Zindagi aur bataa.. Zindagi aur bataa tera iraadaa kya hai
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

Maine jazbaat ke sang khelte daulat dekhi -2
Ik heb geld met mijn gevoelens zien spelen
Apni aankhon se mohabbat ki tijaarat dekhi
Met mijn ogen heb ik de handel van liefde gezien
Aisi duniyaa mein mere vaaste rakhaa kya hai
Wat is er voor mij nog over in zo’n wereld?
Zindagi aur bataa.. Zindagi aur bataa tera iraadaa kya hai
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

Aadmi chaahe to taqdeer badal saktaa hai -2
Als men wilt, kan men z’n lot veranderen
Poori duniya ki voh tasveer badal saktaa hai
Hij kan het imago van heel de wereld veranderen
Aadmi soch to le -2 uskaa iraadaa kya hai
Mensen denk toch.. wat voor bedoeling dat heeft
Zindagi aur bataa.. Zindagi aur bataa tera iraadaa kya hai
Ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile
Maine manzil ko talaashaa mujhe bazaar mile

0 antwoorden

Plaats een Reactie

Meepraten?
Draag gerust bij!

Geef een reactie

Het e-mailadres wordt niet gepubliceerd. Vereiste velden zijn gemarkeerd met *